Very Horror Story in Hindi Mein Parhna Chahtay Ho - IHD

very-horror-story-in-hindi

Jis trha hm nay Title mein btaya kay, hm ap ko very horror story in hindi mein parhnay ko dein ghain, to chalay phir shuru kr tay hein.

Rahul jo kay ek intelligent student tha, jo kay india kay ek famous school mein prta tha, wo sb teachers ko bhi bht pasand tha, wo school mein hr activities mein first ata tha, magar kch dino say rahul ki condition khrab rehna shuru hogai, Rahul jo bilkul healthy tha, ab wo hospital mein admit hogya. Us ko us kay parents nay medication ki, mgr rahul ki halat din bar din bhigar ti ja rhi thi. Doctors nay medical tests kiey mgr sb reports sahi thi, Rahul kay parents bht pareshan rehnay lgay, rahul kay father kay ek dost nay un ko kha kisi pandit ko dhika do, "mujhe lgta hay tumharey bete ko buri nazar lagi hay ya kch aur". Pehlay to rahul ka baap is baat pr agree nhi hua, wo in Pandito ko nhi manta tha, magr Rahul ki bhigarti hui halat ko dekh kr wo razi hogya.

Ek Pandit ko bulaya gya, us nay Rahul ko dekha, aur btaya kay is pr ek churail ka qabza hogya hay, Rahul kay baap ko bari ajeeb ye baat lagi. Rahul kay ghr waley bht pareshan hogain. Unho nay Pandit say kha, ye churail kyu ai hay, kya waja hay, is say kho "wo kya chahti hay".

Idr ek bht bara raaz khula, Rahul kay Par Dada ko Tantrik Vidya sikhnay ka shouq tha, wo 1910 mein ye sikh rhay thay, ek process jis say buri shaktio ko qabo kr saktay thay, wo un kay Par Dada nay galat kr diya, aur us ki waja say Churail kay 3 bachay mar gain.

Wo churail us kay Par Dada kay samnay ai, aur kha kay tu nay mere say mere bacho ko dur kiya hay, ab mein teri nasloo ko nhi choro ghi, tere bete aur teri aney wali Nasal ko barbaad kr du ghi, Par Dada nay bht zyada mafian mangi, mgr wo Churail bht zyada Shakti Shali thi.

Wo churail bht buray tarikay say marti thi, Us kay Par dada us waqt village mein rehtay thay, village kay pas ek mountain tha. Churail nay us kay Par Dada ko bht buray tarikey say hatya kr di thi. Us nay un kay pait ko phar kr us mein aag lga di thi, aur bht drawna scene tha.

Us waqt Rahul kay Par Dada ki Family kay Buzurgo ko pta chl gai thi, ye baat, unho nay Pandit ko bula kr us Churail ko Qaid kr diya tha, magr ab kisi waja say ya jaan bhuj kr us churail ko azaad kr dia gya tha, jb wo azaad hui to Pardada ki Nasal khatam krnay kay liye us nay Rahul pr qabo kr lia tha.

Ab Rahul ki halat bht serious hogai thi, wo ek din raat kay 2 bajey, hospital kay bed mein usi trha say Rahul ka pait phata hua tha aur us mein aag lgi hui thi.

Is kahani say humein ye sabaq milta hay kay Tantrik Vidya say jitna dur reh saktay hain, dur rehna chahiye.




Comments